aab e haya
aab e haya
raabta bana
ishq manzil hi ajeeb hai
raabta bana
aankhen bhi yunhi khwabeed hai
kinara tera hi sahi
saaya na raha dil ka ab
kanjoos kismat ne bhi kamzarf kinara badal daala
jaate jaate kuch kehna tha tujhse
shayad daga dono ki hai
zubaan se phir kyun aaj bhi
dam dam dua nikal ti hai
aabro e roshan rahe fasana tera jahan bhi ho
toh kal shayad mere mohalle mein
teri hasi ki awaaz aajae
Comments
Post a Comment